Thursday, February 19, 2009

Kuch Aisa Tha SIMLA ka Safar - 17 to 19 JAN

We started from delhi at 9 PM. Har taraf dekhne ko agar kuch mila to woh thi FOG. Date 17 jan 2009, time 9PM. To chalo dekhte hain KAisa the hamara mazedaar Safar

Finally by 1AM we reached KARNAL. BHai ko bhi pick karna tha

Karnal se nikle aur ab bhi hamare charo taraf that to FOG. Chah kar bhi photo nai kheech sakte the, par dil hai ki maanta nahi so yeh lo gaadi mein hi shuru


Chalo ab chalte chalte finally hum simla ki pahadiyon mein pohoch gaye. Fog to hat gayi aur mausam that amazing. ab kuch dimag mein sabke tha to bas ex cheez

AAJ TO PAKKA SNOW FALL HOGI, MAZA AYEGA :-)

Ab jaise taise subha 8 baje pohoch to gaye raat ke 9 baje ke nikle hue. to chalo ab Car park karte hain.

Car park kari aur bahar itni thandi hawa aur hum sabki thand se fat rahi thi(Sorry to use the language par aisi situation mein aur kuch soojha nahin ;-))

Aur yeh raha poora Simla, Bas ek photo mein popora aa gaya


aur woh raha hamara Hotel Ridge View Hotel, Doooooooor se dikh raha hai, Church ke paas


Ab hotel pohoche to itna thak gaye the ki sab so gaye. aur uthe sab 11 baje. aur nukal pade hum ridge ki or... Ridhe pe ek chota sa slippery sa cliif sa tha, kuch logo ko chadte hue uspe dekha. to sab bhaiyon ka bhi mann kiya. to bas der kis baat ki thi. chad gaye hum upar


Fir aaye himmat karke hamare doosre bhai....
to ab teesre kyu peeche rehte, chad gaye woh bhi


ab fisalte, girte photo to kheech li. to chalo ab maal road ghoomne chale

ab sab tayyar ho kar chal pade maal road ki or... aur kharch ho gaye shopping ke liye kaafi paise

abhi maal mein aur ghoome....

Yeh hai wahaan ka Scandal Point. Ab yeh mat poochna aisa naam kyu pada. Simla jao Sab pata chal jayega

maal pe ghhom ke thak gaye to saath hi Indian Coffee House para nazar padi aur fir ek doosre par, ........... GHUS GAYE ANDAR aur order ho gayi Coffee



Chalo bohot coffee ho gayi ab chale kahin aur ghoomne, dekhe simla ki haseen waadiyan

Yeh haseen wadiyan.......yeh khula aasman :-)

ab ghoomte hue itna badiya mausam aur sadke thi ki sab apni photo khichwana shuru...






Ab Aaye THE COOOOOOOL DUDE.......

Aaaaaaaaaaaahhhhh ye munda sada, kinna da hai bhai................. Single hai ki Bachelor



Yeh Bandhan tooooooo, Pyaar ka bandhan haiiiiiiiiiiii, Janmo kaaaaaaaaaa, sangam hai



Ab chalte chate raaste mein ek Library cum museum pada. Andar jaane ke liye Rs 50 ki entry ticket to ab kya kare............. chalo bahar hi photo khichwa lete hain




par Dil hai ki maaanta nahin, par andar jaye kaise..... to raasta mil gaya

side se andar gaye aur paharon ke beech se andar chale gaye hai na badiya :-)


yeh angrezon ke zamane ka museum hai............ HA HA

aur saath mein ek ground to sabne yahan bhi kheech li.......PHOTO aur woh bhi style maarte hue





Ghoom fir ke finally pohoch gaye Ridge aur fir......... JANNAT

We all ate softy which was so delicious ki bas bayan nahin kar sakta. maine to 3 kha li ;-)



Aur fir Raat ko DISASTER..... we watched Chandni Chowk to China at Ritz(cinema hall next to our hotel)

aur fir sab sir pakad ke aake so gaye aur subha 6 bjae nikal pade ghar ko.

Ama Sab bata diya par introduction to hui nai
From Left to right

SumitBhaiya, Akhil Bhaiya, Tushar(Hamara Nyana), Nikhil Bhaiya, Aaseem(That's Me), Dinesh

2 comments:

Tushar Mangl said...

http://i306.photobucket.com/albums/nn252/cebong_ipit/templateanna/boy-emoticon-009.gif

kamaal hai bhaijaan
ek hi post main itni phutos
wah wah wah

Bro-Sis said...

:c:

and aapne 3 softies khayin to maine 2 kaise khaieyn???????????
U mean to say ek chup chup ke
ahaaan

:a: :b: :c: :d: :e: :f: :g: :h: :i: :j: :k: :l: :m: :n:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.